Monday, 17 October 2011

Jaana hi hai, toh humko bhi apane sang le jao


MAAT JAO GHANSHYAAM (Radha stops Krishna's chariot)

Jaanewaale sun zara, naa kar humme udaas
Lautke aane ki koi de jaa chooti aas
Balpane ki preet bhulake
Apna paavan sang chudake
Maat jao Ghaanshyaam-6

Aaaaa……
Hooooo…….
Jaana hi hai, toh humko bhi apane sang le jao
Ya phir kaise, bina tumhare, rahe humme batalao
Rahe humme batalao…
Neh ka man ko rog laga ke
Aapna paavan sang chudake
Maat jao Ghaanshyaam-3

Aaaaaa…….
Hooooo…….
Tumko jaatei dekh sakhi yeh shakti kaha ankhon mein
Kaise vidaii de usko jo basa hua prano mein
Basa hua prano mein
Yu sabke man ko tukharatei
Apana paavan sang chudake
Maat jao Ghaanshyaam-5
Divider Scraps and Graphics

Divider Scraps and Graphics

No comments:

Post a Comment