Maiya Ki Ankhon Ka Tara
This was the song for when Yashoda Maiya takes Krishna away from Gokul:
Man Mein Baso Hai Lalla
Tan Mein Baso Hai Lalla
Maiya Ki Pyari Ankhiyen Mein
Archan Baso Hai Lalla
Jai Jai Maiya
Anupam Mamata
Jai Jai Maiya Anupam Mamata
Maiya Ki Baton Mein
Sab Din Aur Raaton Mein
Nand Ji Ka Lalla Basata
Jai Jai Maiya
Anupam Mamata
Jai Jai Maiya
Anupam Mamata
Maiya Ki Ankhon Ka Tara
Nij Prano Se Lalla Pyara
Age Peche Lalla Lalla
Lalla Pe Hai Jeevan Vara
Rag Rag Mein Lalla Mamata
Jai Jai Maiya
Anupam Mamata
Bin Kanha Ke Chain Na Ave
Kuch Khave Na kachu Suhave
EK Pal Na Dekhe Lalla
Ma Ki Ankhiya Nir Bahave
Rag Rag Mein Lalla Ramata
Jai Jai Maiya
Anupam Mamata
Jai Jai Maiya
Anupam Mamata
Jai Jai Maiya
Anupam Mamata


No comments:
Post a Comment